Seerat un Nabi ﷺ Bayan - Part 7

Seerat un Nabi ﷺ Bayan CD no 07

Seerat un Nabi SAWW ﷺ Bayan CD Part 07 by Molana Makki Al Hijazi


Listen Seerat un Nabi ﷺ In Urdu - Part 07 - By Sheikh Makki Al-Hijaazi



Seerat un Nabi ﷺ

Seerat un Nabi ka pur asar bayanat Shaykh Makki Al-Hijazi ke khobsorat awaz ma sunan. Is silsaly ma Hazrat Muhammad S.A.W.W ke amad sa kabl or Hazrat Muhammad S.A.W.W ka is duniya sa parda karna tak ka cayda cayda waqiyat ko khobsorat or dilkash andaz ma bayan kiya gaya ha. Molana Makki Al-Hijazi na Seerat un Nabi ﷺ ka is mubarik silsaly par nihayat khobsorat or dilkash andaz ma bayan kiya ha.

Shaykh Muhammad Makki Al-Hijazi

Sh. Molana Makki Al-Hijazi 1935 ma paida hua. Molana Makki ka walid ka naam Shaykh Mohammad Khair Makki jo bohot bary Islamic Scholar guzra han. Unhon na 40 saal-tak Quran or Sunnat par Masjid Al-Haram Dars diya. Shaykh Makki Al-Hijazi Makkah Mukarrmah ma paida hua or Quran or Sunnah ke taleem kamiyabi sa hasil ke. Ap na Allah pak ka karam sa Masjid Al-Haram ma Tafsir ibn Kathir or Tafsir e Jalalain or Sunan Thirmidi par taleem dana ka fareeza sar anjam dana shuru kiya. Ap 1970 sa la kar ab tak Tafsir ibn Kathir urdu zuban ma or Tafsir e Jalalain or Sunan Thirmidi arabic zuban ma da rahy han. Scholars na Tafsir e Makki ap ke record karda audio sa likhi han. Molana Makki dunya ma Islam ke tableegh ka silsaly ma North America, South America, Asia, Africa, Euorpe or Oceania ka mumalik ma bar bar gay han.



Tags:
Seerat un Nabi SAWW Part 07, Molana Makki Al-Hijazi, New Bayanat, New Islamic Audio, New Islamic Bayanat, New Urdu Bayanaat, Seerat e Rasool [Sallallahu Alaihi Wasallam], Seerat ke pahlu, Tafseer e Makki, Seerat un Nabi ﷺ, Seerat un Nabi SAWW, Shaykh Muhammad Makki Al-Hijazi, Urdu Speeches / Bayans - MP3

Comments